|
IMaN_o_TaQwa: 'Insan Ko Jitna Lagao RIZQ Se Hy, Agr Itna Lagao RizQ Dene Wale Se Hota, To Iska MuQam Frishton Se Brrh Kr Hota.' |
Namaz Ki -FIKAR- Apne Opar -FARZ- Krlo. Khuda Ki Qasm ! Dunya Ki -FIKAR- Se -AZAAD- Hojawo Gy Or KamyaBi Tumhare Qadmon Me Ho Gi... |
Hadees: Anas Raziallahu Anhu se rivayat hai k Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne fermaya, tum main se koi shaks Iman nahi lata, jub tak apney bhai kelye woh na chahai, jo apney lye chahta hai. (Sahih Bukhari, Kitab ul Iman, H# 13) |
Tu Apni BaarGah Mein Mujhko Buland Rakh Dunya Giraye Nazar Sy, Ya Asmaan Sy |
Tumhara betareen rishta wo hai jo tumharay Aib jan ker bhi tumharay saath rahay, Or wo teray Perwardigar k elawa koi ho hi nhi sakta |
Best: Leader � Allah Guide � Quraan Lyrics � Azaaan Loyalty � Imaaan Request � Dua Protection � Fitraa Oath � Kalmaa Exercise � Namaaz Self Control � Rozaa Charity � Zakaat Tour � Haj Jummah Mubaraeek |
Aik Darwaish Ko 1000 Rupay Mill Gaye, Our Wo Sara Din Sochnay Laga K Is Say Kia Khareedon.. Sara Din Sochnay Main Guzar Gaya, Our Sham Ko Us Nay Wo 1000 Rupe Phenk Diye� Our Kaha, K Ay Malik 1000 Rupay Ki Khatir, Menay Tujhay Sara Din Bhula Diya.. Tou Jin K Paas Lakhon Rupay Jama Hain, Wo Tujhay Kesay Yaad Kartay Hongay |
�DUA� Subha Ki Pehli Kiran Sada Saath Ho Har Subh Har Sham Tumharay Liye Khaas Ho Dil Say Dua Nikalti Ha Aap K Liye Sari Kainat Ki Khushian Tumharay Pas Ho� AMEEN. |
ALLAH Ko 3 chezain Bohat Pasnd hain. 1-Banda uski Tareef kre. 2-Us se Apne Gunahon ki mafi Mangay. 3-HazooR (S.A.W.W.) par durood behje. |
Hadees-e-pak s.a.w.w.............. Jab koi banda Allah ki naimat pr Alhamdulilah kehta hai to Allah usko is se afzal naimat ata farmata hai. Masha Allah |
SURAH-E-BAQRA Ho sakta hy k ek cheez tumhen nagawar ho or wohi tumhara liye behtar ho Or ho saktay ha k ek cheez tumhen pasand ho or wohi tumarahay liye buri ho. ALLAH janta ha, tum nahi jantay ALLAH Jis hal ma rakha kush raho Aur ALLAH ka shukar ada kertay rahao |
This is all in one Blog.
Subscribe to:
Posts (Atom)
.
.
0 comments:
Post a Comment